Choron Ko Pakadne Hum Lyrics - Anmol Sitaare | Seema Deo | Raza Murad | Ramesh Deo | Alka Yagnik | Amit Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Choron ko pakadne hum song is from Anmol Sitaare (1982) and it is sung by Alka Yagnik, Amit Kumar, Preeti Sagar, Sapna Mukherjee.It stars Seema Deo, Raza Murad, Ramesh Deo, Rakesh Bedi in leading roles. This song is penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) and composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. It is produced by Dharampriya Das. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Chor ko pakadne hum
Chale hai rel pe hoke sawar
Chhuk chhuk rel pe hoke sawar
Ab bach na sakenge humse
Is des ke makkar
Is dharti ke gaddar
Hum sabhi gunehgaro ka
Ek din denge nasha utar
Ek din denge nasha utar
Ab bach na sakenge humse
Is des ke makkar
Is dharti ke gaddar
Hum hai hum hai bahadur bache
Bade achhe hai dil ke sache
Hum hai hum hai bahadur bache
Bade achhe hai dil ke sache
Mama mama ho tansen mama
Hame maf kar do pyare mama
Maf kar do pyare mama
Sare gawah
Sare gawah
I am very sorry
Mama please
Okay okay
Hum chale chalbajo ki murmat karne
Hum chale chalbajo ki murmat karne
Chalak beimano ke kan katarne ha
Chalak beimano ke kan katarne ha
Hum aaastin ke sapo ka
Hum aaastin ke sapo ka
Chun chun ke karenge sikar
Hum chun chun ke karenge sikar
Hum hai hum hai bahadur bache
Bade achhe hai dil ke sache
Lohe jaisi majbut hamari muthi
Hum sabhi kamino ki kar denge chhuti
Lohe jaisi majbut hamari muthi
Hum sabhi kamino ki kar denge chhuti
Koi hamko kam na samjhe
Koi hamko kam na samjhe
Ham hai bijli ke tar
Ham hai bijli ke tar
Ab bach na sakenge humse
Is des ke makkar
Is dharti ke gaddar
Hum hai hum hai bahadur bache
Bade achhe hai dil ke sache
Hum inklab layenge apne watan mein
Hum inklab layenge apne watan mein
Takat hai hamare tam me himmat man mein
Takat hai hamare tam me himmat man mein
Jo bhi hai watan ke dusman
Jo bhi hai watan ke dusman
Hum hai unkle liye talwar
Hum hai unkle liye talwar
Is des ke makkar
Is dharti ke gaddar
Hum hai hum hai bahadur bache
Bade achhe hai dil ke sache
Hum hai hum hai bahadur bache
Bade achhe hai dil ke sache
Hum hai hum hai bahadur bache
Bade achhe hai dil ke sache.