Chorni hu mai (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V. K. Sood. This song was released on 26 Feb 1982.
Chorni chorni hu mai
Meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi


Chorni hu mai ,chorni hu mai
Meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi,chorni hu mai


Raaz nahi koi taaj nahi mai
Apne dil ki raani
Duniya ki daulat se dadke meri ye jawani
Udhana chahu dur kahi pe mai jaise panchi
Gali gali batkaye lekin mera daana paani


Chorni hu mai ,chorni hu mai
Meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi,chorni hu mai


Lla la lala la lallla llaalla la


Dandi maar ke lala
Dekho khare maal ko tole
Rup jawani dekh ke kaise manva dhole
Isko to koi kuch nahi kahata hai
Fir mujhko hi kyo koi rah rah kar ke bole


Chorni hu mai  meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi,chorni hu mai


Upar wale tune bhi ye kaise sab kuch bata
Kahi note ko kide khaye kahi mile na aata
Juth bol ke log yaha khade kare mahlo ko
Sache ko jaye yaha par gate upar gata


Chorni hu mai ,chorni hu mai
Meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi,chorni hu mai
Chorni hu mai


Tuth gaya to mil jayega fir naya khilona
Choti choti baato pe bache tum na rona
Kismat tumse chahe khele
Tumse jitni aankh micholi
Bhule se majburi me mujh jaise na hona


Chorni hu mai ,chorni hu mai
Meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi,chorni hu mai
Chorni hu mai ,chorni hu mai
Meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi,chorni hu mai
Chorni hu mai,chorni hu mai


Tuth gaya to mil jayega fir naya khilona
Choti choti baato pe bache tum na rona
Kismat tumse chahe khele
Tumse jitni aankh micholi
Bhule se majburi me mujh jaise na hona


Chorni hu mai ,chorni hu mai
Meri surat pe na ja
Apni jeb ko bachana
Teri katir humne jaana
Ye duniya kisi ki nahi,chorni hu mai
Chorni hu mai.