chhoTii sii ye zindagaanii re Lyrics - Raj Kapoor | Vijayalakshmi | Nargis Dutt | Mukesh
1953
Lyrics
chhotii sii ye zindagaanii re
chaar din kii javaanii terii
haay re haay
gam kii kahaanii terii
shaam huii ye desh biiraanaa
tujh ko apane balam ghar jaanaa, sajan ghar jaanaa
raah men muurakh mat lut jaanaa, mat lut jaanaa
chhotii sii ye
baabul kaa ghar chhuutaa jaaye
akhiyan ghor andheraa chhaaye, jii dil ghabaraaye
aankh se tapake dil kaa khazaanaa