Chhed De Sajani Wohi Lyrics - Arun | Sabita Devi | Shobhna Samarth | N/A

1941

Lyrics

Chhed de sajani wohi
Tarana kaun sa sajan
Jinki jawani unka zamana
Jinki jawani unka zamana

Sajan, prem ke meethe sapne
Dil leke ban jao apne main
Kahun pagali tum kaho deewana
Jinki jawani unka zamana
Jinki jawani unka zamana

Phool khile hain dali dali kitna
Khush hai mann ka mali
Nachat titali bhaunra mastana
Jinki jawani unka zamana
Jinki jawani unka zamana

Dono jawan dono kamasin hain
Khul gaye abb unake din hain
Dekh ke unko ji naa jalana
Jinki jawani unka zamana
Jinki jawani unka zamana.