Chham Chham Baje Payal Lyrics - Tarzan Comes To Delhi | Mumtaz | Helen | Bela Bose | Asha Bhosle | Usha Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chham chham baje payal song is from Tarzan Comes To Delhi (1965) and it is sung by Asha Bhosle and Usha Mangeshkar.It stars Mumtaz, Helen, Bela Bose, Bhagwan in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Datta Naik. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Cham cham baje payal matwali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali
Tham tham ke mai chalti hu
Haye tham tham ke mai chalti hu
Par phir bhi balam
Tere sar ki kasam
Nahi chupte tarane cham cham ke
Dhadak jaye dil to yahi khota hai
Dhadak jaye dil to yahi khota hai
Tham tham ke mai chalti hu
Par phir bhi balam
Tere sar ki kasam
Nahi chupte tarane cham cham ke
Haye deti hai tane ye sari khudai
Deti hai tane ye sari khudai
Piya aaj mujhe laz badi aayi re
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali
Deewana dil mastana haye
Deewana dil mastana
Aise aahe bhare aisi bate kare
Sun le na koi afsana
Machal jaye dil to yahi rota hai
Machal jaye dil to yahi rota hai
Diwana dil mastana
Aise aahe bhare aisi bate kare
Sun le na koi afsana
Haye tera hai kya piya tu hai saudai
Tera hai kya piya tu hai saudai
Ho na jaye kahi meri ruswai re
Cham cham baje payal matwali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali.