Chana zor garam babu mai laya majhedar song is from and it is sung by and .It stars Kishore Kumar, Meena Kumari and Gope in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Amarnath. This song was released on 06 Jan 1956.
chana zor garam babu mai laya mazedar
chana zor garam babu mai laya mazedar
mungfali garam garam mai laya mazedar
mungfali garam garam mai laya mazedar
mera chana hai sabse aala isme dala garam masala
jo bhi dekhe wo matwala
khaye har dil wala are khaye har dil wala
chana zor garam babu mai laya mazedar
chana zor garam babu mai laya mazedar

jisne khaya ek bhi dana aaya usko dil ka lagana
aashik ispe ek jamana
babu tum bhi khate jana are tum bhi khate jana
mungfali garam garam mai laya mazedar
mungfali garam garam mai laya mazedar
chana zor garam babu mai laya mazedar
chana zor garam babu mai laya mazedar

chukho thandiya te sard ganderiya
chukho thandiya te sard ganderiya
do teriya te do ne meriya
do teriya te do ne meriya
khalo garma de garam jalebiya
khalo garma de garam jalebiya
do teriya te do ne meriya
do teriya te do ne meriya
khalo garma de garam jalebiya
khalo garma de garam jalebiya

kaisi bhari dekho pyar ke ras me
kaisi bhari dekho pyar ke ras me
jisko khilao ji karlo bas me
jisko khilao ji karlo bas me
khalo garma de garam jalebiya
khalo garma de garam jalebiya

kuch na kahungi mai chun chun leja
kuch na kahungi mai chun chun leja
dam nahi hai to dil hi leja
dam nahi hai to dil hi leja
chukho thandiya te sard ganderiya
chukho thandiya te sard ganderiya
khalo garma de garam jalebiya
khalo garma de garam jalebiya

saiya raja lado gale ka mohe har re
saiya raja lado gale ka mohe har re
jo bhi kaho lade ke tumse hame pyar re
jo bhi kaho lade ke tumse hame pyar re
lana dekho chudiya to lana kangana ji
lana dekho chudiya to lana kangana ji
halki fulki baliya bhi more sajna ji
saiya raja lado gale ka mohe har re
jo bhi kaho lade ke tumse hame pyar re
jo bhi kaho lade ke tumse hame pyar re

hum to tare tod laye kya hai samjha ji
hum to tare tod laye kya hai samjha ji
tumko bhi hai pyar hamse kehdo itna ji
karo to aankhe char re
jo bhi kaho lade ke tumse hame pyar re
saiya raja lado gale ka mohe har re
saiya raja lado gale ka mohe har re