Chaman Ko Yun Mere Lyrics - Nissar | Jehanara Kajjan | Mukhtar Begum | Jahan Ara Kajjan

1932

Lyrics

Chaman ko yun mere saki
Ne maikana bana dala
Kali ko shisha e may
Gul ko paimana bana dala

Girftar balaye ishq toh
Pehale hi tha lekin
Tumhare gesuo ne aur
Deewana bana dala

Bhala kuchh bat thi bebaat
Itna tul khincha hai
Savale vasl ko jalim ne
Afsana bana dala

Kuda ke ghar me kabja
Kar liya andher toh dekho
Buton ne dil me rehkar
Dil ko butkana bana dala.