Budha ki pukar sun badho song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Budha ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Satya ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho
Budha ki pukar sun badho
Pukar bapu ki hai tum badho
Satya ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho


Maa ki aan aaj bacha jawa
Mulk ki shan tu badha jawa
Parwardiyo ki ho rawa
Muddai ko mat de jawa
Jawa jawa jawa jawa
Budha ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Saty ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho


Balko ke bhal chhuke ja
Biwi ke gam thap thapa ke ja
Ha pita ke aashish pa ke ja
Mulk ki khatir maut ke muh me ja
Ja ja ja Ja ja ja
Budha ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Saty ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho


Payam de tu vishva shanti ka
Payame maut ki pawah tumhe kya
Parwane hind kadam badha ke ja
Parwato ko par karke ja
Ja ja ja Ja ja ja
Budh ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Saty ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho.