Buddha huwa hai deewana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Joy Mukherjee. This song was released on 01 Jan 2018.
Sambhalke buddhe
Saiya saiya saiya
Haye haye saiya
Chhode nahi pichha
Buddha huwa hai deewana
Haye buddha
Huwa hai deewana
Manat nahi saiya
Mangat gori gori kalaiya
Saiya saiya saiya
Haye haye saiya
Chhode nahi pichha
Buddha huwa hai deewana
Haye buddha huwa hai deewana


Main albeli rup nagar ki
Vaar buri hai mere nazar ki
Mar jayega dekh le pagal
Chhod naare meri chunar ki
Meri chunar ki  saiya saiya
Saiya haye haye saiya
Chhode nahi pichha
Buddha huwa hai deewana
Haye buddha huwa hai deewana


Saath baras ka tu hai sawariya
Sola baras ki mori umariya
Hath lage to haath na aau
Najuk aisi mori kamariya
Mori kamariya  saiya saiya
Saiya haye haye saiya
Chhode nahi pichha
Buddha huwa hai deewana
Budha huwa hai deewana
Manat nahi saiya
Mangat gori gori kalaiya
Saiya saiya saiya
Haye haye saiya
Chhode nahi pichha
Buddha huwa hai deewana
Budha huwa hai deewana.