Booma boom karega kutum song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Basu Chatterjee. This song was released on 01 Jan 2018.
Boom booma boom karega kutum
Jo dekhega jawaniyo ko milte
Miley jab tum hosh huye gum
Jo chahun bhi to paaon nahin hilte
Boom booma boom karega kutumb
Jo dekhega jawaniyo ko milte
Miley jab tum hosh huye gum
Jo chahun bhi to paaon nahin hilte


Chal chal isi pal yahaan khatra hai
Ab nahin thham dilbar mat dar
Hamen kuchh nahin duniya ka gham
Dil ki ye dhad dhad
Ankhiyon ki phad phad
Kadmon ki khad khad kar degi gadbad
Boom booma boom karega kutum
Jo dekhega jawaniyo ko milte
Miley jab tum hosh huye goom
Jo chaahun bhi to paaon nahin hilte


Kabhi haan kabhi naa
Kaho iska hai kya matlab
Abhi naa o meri jaan
Phir poochhna iska sabab
Bano nahin natkhat
Kaisi hai ye khatpat
Kabhi chaaho jhatpat
Kabhi kaho hat hat
Chal hat natkhat khat pat jhatpat
Boom booma boom karega kutum
Jo dekhega jawaniyo ko milte
Miley jab tum hosh huye gum
Jo chahun bhi to paaon nahin hilte


Tup tup jhuk jhuk
Nahin tak meri jaan
Zara ruk bas bas o ji bas
Bhalaa ismein bhi hai koi tuk
Yahaan hogi kud kud
Wahaan hogi bud bud
Tak nahin mud mud
Jaldi se ud ud


Boom booma boom karega kutum
Jo dekhega jawaniyo ko milte
Miley jab tum hosh huye gum
Jo chahun bhi to paaon nahin hilte
Boom booma boom karega kutum
Jo dekhega jawaniyo ko milte
Miley jab tum hosh huye gum
Jo chahun bhi to paaon nahin hilte.