Bhanwar mein hai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bhanwar mein hai meri kashti
Kinara dhudta hu mein
Mila hi teri rahmat ka
Shahara dhudta hu mein
Jaba pe jab kabhi gabhara ke
Tera naam aata hai
Suna hai tari rahmat ka
Suna hai tari rahmat ka
Shahara kaam aata hai
Jaba par jab kabhi gabhara ke


Kisi se kya kahe kaise sitam hai
Rang kya kya hai
Rang kya kya hai
Tujhe awaaz dete hai
Tujhe awaaz dete hai
Jo tere naam lete hai
Ki chup rehne se teri aan par
Eljam aata hai
Suna hai tari rahmat ka
Shahara kaam aata hai
Jaba par jab kabhi gabhara ke


Karam karta hai kya rab tu
Hamesa apne bando par
Ghataye jhumti hai
Ghataye jhumti hai
Rahamto ki tere masto par
Eshare se tere pyase
Labo tak jaam aata hai
Suna hai tari rahmat ka
Shahara kaam aata hai
Jaba par jab kabhi gabhara ke.

More songs from Sair-E-Paristan (1958)