Jaan leke kismat ne baatein hai Raahon mein kaante Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade Na roke rukhun Tu gira main uthun
Pinjre todhkar fail aunga main par Tujh mein jitna hai zor tu laga le magar Hans ke kat jayega Na jhukega yeh sar!
Jaan le ki kismat ne Baatein hai raahon mein kaante hai! Na rokhe rukhun Tu gira, main uthun
Regazaaron mein, aag hai jitni Hai lahoon khaulta mera in raagon mein phir bhi Khakh saaron ko Khakh hi kaafi Raas mujhko hai khamoshi meri!
Bezubaan kab se main raha Begunah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha Begunah sehta main raha
Jaan leke kismat ne Baatein hai raahon mein kaante hai
Ki ki kismat ne Baatein hai raahon mein kaante hai
Sau sawaal hain Sau hai laanate.. Mere tarano pe.. Ae.. Lagi hai kalikhe
Yeh aag sapno ki Raakh hathon mein Sunni aankhon mein chalti umeed hai Na mila mauka Na milli maafi Kehdo kitni saza aur bakhi!
Bezubaan kab se main raha Begunah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha Begunah sehta main raha
Jaan leke kismat ne Baatein hai raahon mein kaante hai
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade Na rokhe rukhun Tu gira main uthun
Pinjre todhkar fail aunga main par
Tujh mein jitna hai zor Tu laga le magar Hans ke kat jayega Na jhukega yeh sar!