Bezubaan kabse main raha song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Siddharth Roy Kapur. This song was released on 19 Jun 2015.
Jaan le ki kismat ne baante hain
Raahon me kaante
Aur main bhi hun ziddi aaun kismat ke aade
Na roke ruku, tu giraa main uthu
Pinjre todkar phailauga main par
Tujh me jitna hai zor tu lagale magar
Hans ke kat jayega na jhukega yeh sar

Jaan le ki kismat ne baante hain
Raahon me kaante
Na roke ruku, tu giraa main uthu

Rahguzaro me aag hai jitni
Hai lahu khaulta mera in ragon me phir bhi
Khaaksaaron ko khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri

Begunah sehta main raha
Bezubaan kabse main raha
Begunah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hain
Raahon me kaante
Ki ki kismat ne baante hain
Raahon me kaante

Sau sawal hain, sau hain laanaten
Mere taraanon pe lagi hain kaalikhen
Hey ankh sapno ki, raakh haathon me
Sooni aakhon me chalti ummid hai aakhiri
Na mila mauka na mili maafi
Keh do kitni saza aur baaki

Bezubaan kabse main raha
Begunah sehta main raha
Bezubaan kabse main raha
Begunah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hain
Raahon me kaante
Main bhi hun ziddi aaun kismat ke aade
Na roke ruku, tu giraa main uthu
Pinjre todkar phailauga main par
Tujh me jitna hai zor tu lagale magar
Hans ke kat jayega na jhukega yeh sar