Behroopia Lyrics - Anushka Sharma | Ranbir Kapoor | Mohit Chauhan | Neeti Mohan

2018

Lyrics

Mohit Chauhan:

Mere har ek armaan se zyada
Chahe re tujhko jiya
Kaise karoon yakeen tu hai dilbar
Ya koi veham piya

behroopia.. Aa..
Yeh dil tune bas me kiya
Behroopia.. Aa..
Haseen kosoor kiya..

Neeti Mohan:

Maine ek muskaan sajakar
Raazko parda diya
Pyaar tujhe bhi hai meri surat se
Mera naqaab piya
Behroopia aa..
Zara sa hai dard piya
Behroopia aa..

Mmm...

Jallah chingari shama ban ja
Main bhi parwana hoon mujhe aazmaa

Bujhi shamma se na dil behra
Haath me aayega bebas tumhain

Hai yeh sitam hai ye zulm sarasir
Neendon pe kabza kiya

Karle tu yaakeen main hoon dilbar
Na koi veham piya

behroopia.. aa..
Yeh dil tune bas me kiya
Behroopia..
Haseen kosoor kiya
Yeh dil tujhe de diya

Jo hona hai hoga piya
Behroopia behroopia..(4x)