Beech Bhanwar Mein Lyrics - Dard | Munawar Sultana | Nusrat | Shyam Kumar | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Beech bhanwar mein song is from Dard (1947) and it is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).It stars Munawar Sultana, Nusrat and Shyam Kumar in leading roles. This song is penned by Shakeel Badayuni and composed by Naushad. It is produced by Abdul Rashid Kardar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Beech bhanwar mein
Beech bhanwar mein aan phansa hai
Dil ka safina shah-e-madina
Beech bhanwar mein
Bigadi hui taqdeer bana do
Bigadi hui taqdeer bana do
Dubati naiya paar laga do
Dubati naiya paar laga do
Ek nazar mujh par bhi khudara
Ek nazar mujh par bhi khudara
Mushkil hai ab jeena,
Shah-e-madina
Beech bhanwar mein
Bekas ke gham khvaar tumhi ho
Bekas ke gham khvaar tumhi ho
Jo kuchh ho sarkar tumhi ho
Jo kuchh ho sarkar tumhi ho
Dil ka sukun, jeene ka sahara
Dil ka sukun, jeene ka sahara
Duniya ne sab chhinaa,
Shah-e-madina
Beech bhanwar mein.
Beech bhanwar mein aan phansa hai
Dil ka safina shah-e-madina
Beech bhanwar mein
Bigadi hui taqdeer bana do
Bigadi hui taqdeer bana do
Dubati naiya paar laga do
Dubati naiya paar laga do
Ek nazar mujh par bhi khudara
Ek nazar mujh par bhi khudara
Mushkil hai ab jeena,
Shah-e-madina
Beech bhanwar mein
Bekas ke gham khvaar tumhi ho
Bekas ke gham khvaar tumhi ho
Jo kuchh ho sarkar tumhi ho
Jo kuchh ho sarkar tumhi ho
Dil ka sukun, jeene ka sahara
Dil ka sukun, jeene ka sahara
Duniya ne sab chhinaa,
Shah-e-madina
Beech bhanwar mein.