Bedard zamaana kya jaane song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bedard zamaana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane
Hum kaise hai kis hal mein hai
Bedard zamaana kya jaane


Jis gul mein nahi khusbu ki mahak
Jis gul mein nahi khusbu ki mahak
Bulbul ka tarana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane


Jis dil mein nahi bijli ki tadap
Jis dil mein nahi bijli ki tadap
Naino ka
Naino ka nishana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane


Jis aankh ne shama dekhi na ho
Jis aankh ne shama dekhi na ho
Darde parwana kya jane
Darde parwana kya jane
Jise laila aur manzoo ka ilm nahi
Jise laila aur manzoo ka ilm nahi
Ulfat ka ulfat ka fasana kya jane
Bedard zamaana kya jaane
Hum kaise hai kis hal mein
Bedard zamaana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane
Haye kya jaane.