Baroodi Hawa Lyrics - Aishwarya Nigam
in Albums
Watch the Video
Song Information
Baroodi hawa song is from Hindi Songs (2017) and it is sung by Aishwarya Nigam. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Badi sangdil yeh raahein Abhi se tu sambhal ja Khuda ka vaasta hai Tehar ja tu tehar ja (x2)
Ghuli hai kyun? Saanson mein ye baroodi hawa Hosh mein aa Jal rahan ab ghar bhi tera
Kya hone laga Kyun hone laga ik pal
Nazar mein chaaye Lahoo ke saaye
Maula.. Mujhko bacha le Kahi toh chupa le maula..
Badi sangdil yeh raahein Abhi se tu sambhal ja Khuda ka vaasta hai Tehar ja tu tehar ja
Kyun dhua dhua Kyun dhua dhua har subah
Arre ruk jaa re Wahi tham jaa re Insaan..
Kuch na bachega Khud bhi jalega Naadan..
Badi sangdil yeh raahein Abhi se tu sambhal ja Khuda ka vaasta hai Tehar ja tu tehar ja
Ghuli hai kyun? Saanson mein ye barudi hawa Hosh mein aa Jal rahan ab ghar bhi tera