Balma balma song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harmesh Malhotra. This song was released on 15 Oct 1986.
Balma balma tum balma ho
Mere khali naam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Balma balma tum balma ho
Mere khali naam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke


Angadaiyo ne mausam nigoda
Angadaiyo ne mausam nigoda
Aise mein kar lete pyaar thoda
Tumane mere dil ko aise toda
Kisine yun kisine jaise tukade
Kar daale shishe ke jaam ke
Balma balma tum balma ho
Mere khali naam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke


Shabanam gire pathar pe asar kya
Shabanam gire pathar pe agar kya
Yeh rang rup haasil magar kya
Tum bekhar ho tumko khabar kya
Sabaab kya yun sabaab kya hain
Jo raste mein baithu hoon
Main dil thaam ke
Ho balma balma tum balma ho
Mere khali naam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke


Tumse mohabbat main na karungi
Tumse mohabbat main na karungi
Koi sharaarat main na karungi
Phir yeh shikaayat main na karungi
Gale lag kar gile sab door kar
Do subhaho shaam ke
Balma balma tum balma ho
Mere khali naam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Balma balma tum balma ho
Mere khali naam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke
Tumhe kya mar jaau toh mar
Jaau main tum kis kaam ke.