Bairan Neend Na Aaye Lyrics - Chacha Zindabad | Kishore Kumar | Anita Guha | Master Bhagwan | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Bairan neend na aaye song is from Chacha Zindabad (1959) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Kishore Kumar, Anita Guha and Master Bhagwan in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Madan Mohan. It is produced by J. Om Prakash. This song was released on 31 Dec 1959.
Lyrics
Bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye
Mohe bairan nind naa aaye
Mora jiya ghabaraye
Bairan nind naa aaye
Mohe bairan nind naa aaye
Suni padi meri palko ki galiya
Suni padi meri palko ki galiya
Kaun khilaye nindiya ki
Kaliya apne bhi hain paraye
Mohe bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye
Lakh jatan karu aankh naa lage
Lakh jatan karu aankh naa lage
So gain kushiya aur ghum
Jage ghayal man kit jaye
Mohe bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye
Yad aaye jab pyar ki bate
Yad aaye jab pyar ki bate
Aur bhi lambi ho jaye rate
Bhor najar nahi aaye
Mohe bairan nind naa aaye
Mora jiya ghabaraye
Bairan nind naa aaye.