Bach gaye hum dono song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by J. Om Prakash. This song was released on 31 Dec 1959.
Ho haa haa aaa haha ha
Ae bach gaye haan bach gaye
Ham dono fanste fanste
Ham bhi chale aur tum bhi
Chalo ab apne apne raste
Tera mera chacha zindbaad
Tera mera chacha zindbaad
Bach gaye haan bach gaye
Ham dono fanste fanste
Ham bhi chale aur tum bhi
Chalo ab apne apne raste
Tera mera chacha zindbaad
Tera mera chacha zindbaad
Bach gaye


Main gawalan prem nagar ki
Preet hai meri pooja
Main gawalan prem nagar ki
Preet hai meri pooja
Main nahin hoon tera kanhaiya
Dhoondh le koyi dooja
Dhoondh le koyi dooja
Arre tarbooja kharbooja
Jiski karti rahna pooja
Teri jaisi to hamko nahin jaante
Teri jaisi to sanu nayon chalti
Bach gaye haan bach gaye
Ham dono fanste fanste
Ham bhi chale aur tum bhi
Chalo ab apne apne raste
Tera mera chacha zindbaad
Tera mera chacha zindbaad
He bach gaye


Mera raag yaman kalyan
Aur meri videshi taan taan taan
Mera raag yaman kalyan
O dar taani tade de de taana derena
O dar taani tade de de taana derena
Dir dir taani dir taani ta derena
Dir dir taani dir taani ta derena
O dar taani ta da pa o dar taani
Ae
Ri pa pa pa hiba
O hoba baba hoba
Ri pa pa pa hiba
O hoba baba hoba
Chocolate main khata hoon
Aur tu khaati hai paan
Fans jaati jo kahin supaari
Nikal hi jaati jaan
Jo na katta apna patta
Kahan se laata choona katta
Baitha rahta tod ke apna mattha
Choona patta
Chalo choote bhi iss janjaal se
Chalo choote bhi iss janjaal se
He bach gaye
Haan bach gaye
Ham dono fanste fanste
Ham bhi chale aur tum bhi
Chalo ab apne apne raste
Tera mera chacha zindbaad
Tera mera chacha zindbaad
He bach gaye


Aa gaya ji ab do rasta
Ghadi bichadne ki aayi
Aa gaya ji ab do rasta
Ghadi bichadne ki aayi
Tum udhar khush ham idhar khush
Achha ji achha goodbye
Wish me goodluck
Ram bhali kare
Thankyou very much
Teri bhi sooni bhare


Kabhi hamaare ghar bhi aana
Saath me apne unko laana
Apne bacchon ko bhi laana
Chaay waay peekar jaana
Soda hai lemon hai
Daal hai chooda hai
Poori hai bhajiya hai
Garma garam bhajiya hai
Badhiya khaale karaari gazak
Raama badhiya khaale karaari
Bas bas
Apne bacchon ko bhi laana
Chaay waay peekar jaana
Kabhi hafte maheene yaa saal se
Kabhi hafte maheene yaa saal se
He bach gaye
Haan bach gaye
Ham dono fanste fanste
Ham bhi chale aur tum bhi
Chalo ab apne apne raste
Tera mera chacha zindbaad
Tera mera chacha zindbaad
Bach gaye
Ho haa haa haa ho.