Bahaar aa gayi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bahaar aa gayi hum muntazir hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi
Hum muntazir hai ab to aa jaao
Tumhen pukaar de shamo shahar hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi


Baj ne lagi sehnaaiya aise mein ye tanhaiya
Baj ne lagi sehnaaiya aise mein ye tanhaiya
Dil sabra to khone laga
Dil sabra to khone laga
Ye vahem hone laga
Ye vahem hone laga
Junoone ishq ke rakhle bhram hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi


Gham ko sabhi khone lage
Nagme jawaan hone lage
Gham ko sabhi khone lage
Nagme jawaan hone lage
Didaar tera jo paaya nahi
Didaar tera jo paaya nahi
Humne to kuch bhigaya nahi
Humne to kuch bhigaya nahi
Nazar nawaaj ye nazare huye hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi


Ulfat se tu mukar na nahi
Karke wafa darna nahi
Ulfat se tu mukar na nahi
Karke wafa darna nahi
Jaldi hi ab aa jaaiye
Jaldi hi ab aa jaaiye
Yun na humein tarasaaie
Yun na humein tarasaaie
Bade sukun ki ye dil mile hai
Ab to aa jaao bahaar aa gayi
Hum muntazir hai ab to aa jaao
Bahaar aa gayi.