Badtameez (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 26 May 2016.
Pyaar ke nagme gaaye kyun
Pyaar mein hum mar jaaye kyun
Tumne dil ko toda tumse aakhir dil lagaye kyun


Pyaar ke nagme gaaye kyun
Pyaar mein hum mar jaaye kyun
Tumne dil ko toda tumse aakhir dil lagaye kyun


Karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai
Tum suno main bolun ab meri baari hai


Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai
Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharab hai


Yun besharam honge
Aansu bhi garam honge
Apne lahu ko jalane ki taiyari hai


Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharaab hai..


Tum hi roz kehte the
Tum hi mujhse pyaar karoge
Aisa koi aur na kar paayega


Phir tum khaali kar gaye dil ko aise
Aise kar gaye khaali
Koi aur na bhar paayega


Khwaabon ke ujle daaman pe
Ginn na paaoge hai itni kharashein


Karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai
Tum suno main bolun ab meri baari hai


Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharaab hai
Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharaab hai


Cheere baar baar jo dil ko cheere
Dard de gaye aisa
Haan dard de gaye tum toh


Jaana jaan jaan ke hate tum mujhko
Jaan le gaye meri
Meri jaan le gaye tum toh


Khwabon ki kasmon waadon ki
Yeh jo laashein hain
Kahaan pe chhupayein


Karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai
Tum suno main bolun ab meri baari hai


Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharaab hai
Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharaab hai
Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharaab hai
Teri baaton ka sidha jawaab hai
Main badtameez meri aadat kharaab hai.