Badal gaya hain song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Badal gaya hain koi yaar aasmaan ki tarah
Main sadame ishq mein sehta hoon
Bezubaan ki tarah
Badal gaya hain koi yaar aasmaan ki tarah
Main sadame ishq mein sehta hoon
Bezubaan ki tarah
Badal gaya hain koi yaar


Gamo ko leke zamane ki aandhiya aai
Gamo ko leke zamane ki aandhiya aai
Ujad gaya hain tera dil bhi ghulistaan ki tarah
Main sadame ishq mein sehta hoon
Bezubaan ki tarah
Badal gaya hain koi yaar


Kinaare laake duboi hain usne hi kashti
Kinaare laake duboi hain usne hi kashti
Woh ek yaar jo milta tha meherbaan ki tarah
Main sadame ishq mein sehta hoon
Bezubaan ki tarah
Badal gaya hain koi yaar


Marij hum bhi kisi ke woh sache aashiq hain
Marij hum bhi kisi ke woh sache aashiq hain
Rahenge mar ke zamane mein dastan ki tarah
Main sadame ishq mein sehta hoon
Bezubaan ki tarah
Badal gaya hain koi yaar aasmaan ki tarah
Main sadame ishq mein sehta hoon
Bezubaan ki tarah bezubaan ki tarah
Bezubaan ki tarah.