Aye jane nazar chilman song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Keki Mistry. This song was released on 01 Jan 2018.
Aye jane nazar chilman se agar
Halka sa ishara ho jaye
Paigame mohabbat mil jaye
Jine ka sahara ho jaye
Aye jane nazar
Ye bate samjh me aa na saki
Ye raz samjh me aa na saka
Ye bate samjh me aa na saki
Ye raz samjh me aa na saka
Aagaze mohabbat aap kare
Aur naam hamara ho jaye
Aagaze mohabbat
Apno ke sitam duniya ke alam
Har rat ka rona roz ke gam
Apno ke sitam duniya ke alam
Har rat ka rona roz ke gam
Ek bar jo apna kah do hume
Har chij gwara ho jaye
Aye jane nazar


Rone ko zamana rota hai
Rone ka tarika hota hai
Rone ko zamana rota hai
Rone ka tarika hota hai
Jo ashq nahi gire in aankho se
Daman pe sitara ho jaye
Jo ashq nahi gire
Lag jaye hamari aahat me
Ho jaye hamari chahat me
Lag jaye hamari aahat me
Ho jaye hamari chahat me
Jo hal hamare dil ka hai
Wo hal tumhara ho jaye
Aye jane nazar


Ab hone de apna kahte hai
Ye soch ke hum chup rahte hai
Ab hone de apna kahte hai
Ye soch ke hum chup rahte hai
Dahir naam zamane walo kal
Ye ishq hamara ho jaye
Aye jane nazar chilman se agar
Halka sa ishara ho jaye
Paigame mohabbat mil jaye
Jine ka sahara ho jaye
Aye jane nazar .