Aye chaand na chamak tu song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1945.
Aye chaand na chamak tu
Rehne de ye andhera
Kaahe ko chaandni jab
Phoota naseeb mera
Aye chaand na chamak tu
Rehne de ye andhera
Kaahe ko chaandni jab
Phoota naseeb mera


Sapnon kee mere baliya
Barbaad ho chuki hai
Sapnon kee mere baliya
Barbaad ho chuki hai
Khushiyon ki mast kaliyaan
Sab husn kho chuki hain
Khushiyon ki mast kaliyaan
Sab husn kho chuki hain
Chhoote hain aasra
Duniya ne munh phera
Kaahe ko chaandni jab
Phoota naseeb mera


Aye chaand na chamak tu
Rehne de ye andhera
Kaahe ko chaandni jab
Phoota naseeb mera


Aye chaand na sata tu
Meri dukh bhari jawaani
Aye chaand na sata tu
Meri dukh bhari jawaani
Sun keh rahe hain taare
Mere pyaar thhe suhaane
Sun keh rahe hain taare
Mere pyaar thhe suhaane
Chhoota jo saath unka
Dukhon ne aa ke ghera
Kaahe ko chaandni jab
Phoota naseeb mera


Aye chaand na chamak tu
Rehne de ye andhera
Kaahe ko chaandni jab
Phoota naseeb mera.