Aub barsa na hawa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Kitani viraan terii yaado ki
Gali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Kitani viraan terii yaado ki
Gali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke


Kya kahu kitne bahaano se
Bhulaaya hain use
Kya kahu kitne bahaano se
Bhulaaya hain use
Kya kahu kitne bahaano se
Bhulaaya hain use
Yeh qayamat badi mushkil se
Tali hai abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke


Yaa meri aankh ke kashkol mein
Aansu chamaka
Yaa meri aankh ke kashkol mein
Aansu chamaka
Yaa meri aankh ke kashkol mein
Aansu chamaka
Yaa andhere mein koyi
Shamma jalee hai abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke


Kisko furasat hai dhuwan
Dekhane jaaye mohasin
Kisko furasat hai dhuwan
Dekhane jaaye mohasin
Kisko furasat hai dhuwan
Dekhane jaaye mohasin
Jhopadi sheher se
Kuchh dur jalee hai abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Kitani viraan terii yaado ki
Gali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke.