Atulit Bal Dhaamam Hey Sevak Shriram Ke Lyrics - Jadu Tona | Leela Mishra | Kanhaiyalal | Brij Bhushan | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Atulit bal dhaamam hey sevak shriram ke song is from Jadu Tona (1977) and it is sung by Brij Bhushan, Asha Bhosle and Hemant Kumar.It stars Leela Mishra and Kanhaiyalal in leading roles. This song is penned by Balkavi Bairagi and composed by Uttam Singh, Hemant Bhosle. It is produced by H P Nagaich. This song was released on 01 Jan 1977.
Lyrics
pawan putr prabhu sab gun aadar
ek hanth mein tu de sagar
bhut pisaj nisachar sare
bhage sun ke naam tihare
tum data tum athar dani
shambhu kahe tum atisar gyani
tum data tum athar dani
shambhu kahe tum atisar gyani
lila aur dikhao lila aur dikhao
ki saare bhut bhagao
ki saare bhut bhagao
ki jai jai jai balvanta
ki jai jai jai hanumanta
shri sevak shri ram ke the
lakshman ke das
he sita ke ladle kato yam ki maar
ki jai jai jai bajrangi
ki jai jai jai bajrangi
ki jai jai jai ranrangi
ki jai jai jai ranrangi
ki jai jai jai balvanta
ki jai jai jai hanumanta
om jai bajrang bali swami jai bajrang bali
sharan tumahari aaye sharan tumahari aaye
tum jag ke swami om jai bajrang bali
om jai bajrang bali swami jai bajrang bali
sharan tumahari aaye sharan tumahari aaye
tum jag ke swami om jai bajrang bali
om jai bajrang bali swami jai bajrang bali