Arre kya hun main song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
O o o o
Arre kya hun main
Haay kya hun main


Na khizaan hun main
Na bahaar hun
Na main phul hun
Na main khaar main O o
Kaun sahaara mera
Kaun thikaana
Haay Haay Thikaana
Na khizaan hun main
Na bahaar hun


Ruthh gayeen sab
Khushiyaan mujhse
Ruthh gaya sansaar
Ruthh gaya sansaar
Na main kisi ki aankh ka moti
Na main kisi ki aankh ka moti
Na kisi dil ka pyaar
Na kisi ki dil ka pyaar
Na khizaan hun main
Na bahaar hun


Raha na koi dardi mera
Aisi kismat soi
Aisi kismat soi
Mujhpe roye aansu mere
Mujhpe roye aansu mere
Aur na roye koi
Aur na roye koi
Na khizaan hun main
Na bahaar hun
Na khizaan hun main
Na bahaar hun.