Kurukshetra, kurukshetra, kurukshetra, kurukshetraTera karm hi shastra haiRukna nahin badhta chal, badhta chalArjun hai tu yeh tera kurukshetra haiTera karm hi shastra haiRukna nahin badhta chal, badhta chalDar ke jeena nahin sar jhukana nahinMushkil hai manzil magar rukna nahin haar karDar ke jeena nahin sar jhukana nahinMushkil hai manzil magar rukna nahin haar karTere aage peechhe hoga yeh jahaanYoddha hai tu yeh tera kurukshetra haiTera karm hi shastra haiRukna nahin badhta chal, badhta chalShakti apni badha, kar ke tu kuchh dikhaKal ki chinta na kar, bas apna tu karm karShakti apni badha, kar ke tu kuchh dikhaKal ki chinta na kar, bas apna tu karm karGeeta ka bhi yehi updesh hai
Yugandhar hai tu yeh tera kurukshetra haiTera karm hi shastra haiRukna nahin badhta chal, badhta chalSach tere saath hai, jang ki raat haiHai aatma sarthi, hai yeh ghadi vaar kiSach tere saath hai, jang ki raat haiHai aatma sarthi, hai yeh ghadi vaar kiHo jaaye na Draupdi ka cheer haranKrishna hai tu yeh tera kurukshetra haiTera karm hi shastra haiRukna nahin badhta chal, badhta chalArjun hai tu yeh tera kurukshetra haiTera karm hi shastra haiRukna nahin badhta chal, badhta chalYada yada hi dharmasya glaanirbhavati bhaaratAbhyutthaanam adharmasya tadaatmaanam srijaamyahamParitraanaay saadhunaam vinaashaay cha dushkritaamDharm sansthaapanaarthaay sambhavaami yuge yuge