Arey Re Arey Kya Huwa - II Lyrics - Shahrukh Khan | Madhuri Dixit | Udit Narayan | Lata Mangeshkar
1997
Lyrics
yad kuchh aata nahi ye hua kabse
ho gaya mushkil chhupana raaj ye sabse
tum kaho to mang lu mai aaj kuchh rab se
arey re arey ye kya hua, koyi na pehchana
arey re arey banta hai to, ban jaye afsana

samne hain raste ham gujar jaye
ya kisi ke waste ham thehar jaye
ab yaha tak aa gaye ab kidhar jaye