Are re re sambhalo song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Baldev Pushkarna. This song was released on 09 Oct 1981.
Are re re re sambhaalo mujhe yaaron
Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai
Are re re re sambhaalo mujhe yaaron
Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai
Yeh kabhi utara hai na kabhi utarega
Yeh miyaan jaam ka nahi
Nigaahein yaar ka nasha hai
Are re re re sambhaalo mujhe yaaron
Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai


Jab ek saath kayi yaar najar aate hain
Khushi ke maare kabhi
Kadam behak jaate hain
Inase miliye yeh hai
Ek janewale mere
Aur yeh bhi toh hai
Pehchaan ne wale mere
Aap ke dil mein hai ke
Mujhe hosh nahi
Aji hasake na dekhiye
Mujhe har baat ka pata hai
Are re re re sambhaalo mujhe yaaron
Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai


Yahaan aise bhi hai jinaki surat
Jinaki surat woh nahi
Hai jo najar aati hai
Yeh najaara bhi ajaba hai yaaron
Ke jo dushman hai wohi saathi hai
Yeh toh rangin bhi hai kaisi tauba
Ke tabiyat meri ghabraati hai
Jo kabhi julf mehak uthati hai
Toh kahin khun ki bu aati hai
Are main kya yeh keh gaya
Mujhe kya aaj ho gaya
Yeh miyaan jaam ka nahi
Nigaahein yaar ka nasha hai
Are re re re sambhaalo mujhe yaaron
Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai


Kar de na maaf sanam
Meri yeh baatein
Hoti hai tumase kahaan
Aisi mulaakaatein
To chalo chalake kahein
Do dil pyaar karein
Aaj tak jo na kiya
Wahin ikraar karein
Hamein swikar karo tum
Tumhein swikar karein hum
Ke hamein aaj gulbadan
Tere deedar ka nasha hai
Are re re re sambhaalo mujhe yaaron
Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai
Are re re re sambhaalo mujhe yaaron
Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai
Are re re re sambhaalo gir na jaau.