Are Baaton Ke Hum Badsha Lyrics - Farishta Ya Qatil | Rekha | Shashi Kapoor | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Are baaton ke hum badsha song is from Farishta Ya Qatil (1977) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Rekha and Shashi Kapoor in leading roles. This song is penned by Anjaan and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Are baaton ke hum badsha
Baaton ke hum badsha
Bate kare mahaan
Bate kare mahaan
Yahi humara dharam karam
Ab yahi humari shan
Baate kare mahaan
Are kaam ke naam pe
Kaam ke naam pe
Dabba gul
Dabba gul, bhai dabba gul
Fir kaise ho kalyaan
Yahi to mara gaya hindustan
Yahi to mara gaya hindustan
Yahi to mara gaya hindustan
Yahi to mara gaya hindustan
Ek hakeem ne
Ek hakeem ne paise khake
Ek beyiman ko chodda
Jisko mila na jisko mila na uska hisa
Usne ye banda foda
Usne banda foda
Pakda gaya to vo gabraya
Pakda gaya to vo gabraya
Jisne pakda yeh samjhaya
Kya samjhaya, kya samjhaya
Riswat le ke hoye hoye hoye
Riswat le ke fasa to
Riswat de chodda le ja
Yahi to mara gaya hindustan
Yahi to mara gaya hindustan
Bechara mara gaya hindustan
Humara mara gaya hindustan
Pyare pita ne pet kat ke
Laal ki fiss ki chukayi
Pyare laal ki fiss chukayi
Ho chiranjeev ne collage ja ke
Aisi padhi padhayi aisi padhi padhayi
Dekho kaisi padhi padhayi
Jis mandir me shiksa payi
Jis mandir me shiksa payi
Ussi ko usne aag lagayi
Aag lagayi, aag lagayi
Apne desh me hoye hoye hoye hoye
Apne desh me paida
Ho gayi jab aisi santan
Yahi to mara gaya hindustan
Yahi to mara gaya hindustan
Ye pyara to mara gaya hindustan
Dulara mara gaya hindustan
Ek sipahi, ek sipahi desh ki
Khatir jaan lada ke aaya
Prant prant ko prant prant
Vapis aaker usne ladta paya
Apas me ladta paya
Gabarake chikha vo sipahi
Gabarake chikha vo sipahi
Hindustan kaha hai bhai
Hindustan kaha hai bhai
Tukde tukde ho gaya jab se mahan
Yahi to mara gaya hindustan
Yahi to mara gaya hindustan
Bechara mara gaya hindustan
Humara mara gaya hindustan
Humse palta hai kale choro ka
Kala dhandha yaro
Dhandha kala dhandha
O apne gale me humne dala
Khud fansi ka fanda
Ye fansi fanda yaro ye fansi fanda
Sara dhosh nahi sarkari
Sara dhosh nahi sarkari
Doshi janata bhi sari
Doshi janata bhi sari
Doshi janata bhi sari
Kare akele haye haye haye
Kare akele chamtkar
Kya delhi ke bhagwan
Yahi to mara gaya hindustan
Yahi to mara gaya hindustan
Ye pyara to mara gaya hindustan
Dulara mara gaya hindustan
Bechara mara gaya hindustan
Humara mara gaya hindustan.