Apna jinhen banaya song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Apna jinhen banaya
Thukra ke wo sidhare
Thukra ke wo sidhare
Thukra ke wo sidhare
Tute na is tarah se
Dushman ke bhi sahare
Dushman ke bhi sahare
Dushman ke bhi sahare


Dil ki har ek dhadkan
Fariyad ho gayi hai
Aabad thi jo duniya
Barbad ho gayi hai
Dar dar bhatak rahe hai
Hum ranjo gham ke mare
Hum ranjo gham ke mare
Hum ranjo gham ke mare
Aankhe kaha se laye
Ye dekhne ko haye
Koi kisi ko khoye
Koi kisi ko paye
Has kar koi gujare
Ro kar koi gujare
Ro kar koi gujare
Ro kar koi gujare


Bigde na yu mukaddar
Badle na yu jamana
Apne liye tapas hai
Apna hi aashiyana
Hai aaj wo paraye
Kal tak jo the hamare
Kal tak jo the hamare
Kal tak jo the hamare.