( Mustafa Zahid sings..)
Lauta do mere khawabon ko lauta do
Anjanay raaston mein Zindagi jo thi milli Do ghadi ki yeh khushi thi Ab zehar si ho chali
Anjanay raaston mein Zindagi jo thi milli Do ghadi ki yeh khushi thi Abb zehar si ho chali Abb kya huyi hai kami Yeh dhadkanein hain thami Lamhe hairan hain Beeti woh raatein woh din Hai jism rooh ke bin Saasein bejaane hain
Dil bhi kya kare Tanha chale, tanha rukhe Dil dhoonde use Jo khwabon ko lauta sakhe
(repeat)
Barish mein bheeg na Phoolon ka naach na Yaadon ke bench pe Raaton ka jaag na Jo miley te kinare
Woh bhanwar kyun ho gaye Yehi mere the sahare Kahi mujhse hi kho gaye Kya re kami hai kahan Miley na koi nishan Beghar armaan hain
Dill bhi kya kare Tanha chale, tanha rukhe Dil dhoondhe use Jo khwabon ko lauta sakhe
Rangon mein baat thi Ruth apne hath thi Kuchh pal the jab haseen Hothon ke sath thi Teri baaton mein tu sare Woh pal dhundhla gaye
Jal gaye saye sare Sehra yeh batla gaye Kaisi kabi hai bhala Yeh chahaton ka silla Hum bhi naadan hai
Dil bhi kya kare Tanha chale, tanha rukhe Dil dhoonde use Jo khwabon ko lauta sakhe
(repeat)