Andhadhun (Title) Lyrics - Tabu | Ayushmann Khurrana | Radhika Apte | Raftaar
2018
About this song
- Music Director - Raftaar
- Singer - Raftaar
- Live Bass - Naresh Kamath
- Piano - Jarvis Menezes
- Live Percussionists - Satyajit Jamsandekar, Ratnadeep Jamsandekar, Dipesh Verma & Rahul Rupawate
- Video Director - Shwetabh Varma
- DOP - Bijitesh De & Satchith Paulose
- Producer - Sanjay Routray
- Executive Producer - Vishal Bajaj
- Choreographer - Prathmesh Dabir
- Line Producer - Pratik More & Jiten Mangale
- 1st AD - Aashima Sharma
- DA/2nd AD - Preetham Gadapa
- Production Manager - Nikhil Upadhyay
- Art - Amrish Patange & Dayanidhi Patturajan
- Tabu - Aki Narula
- Ayushmann Khurrana - Isha Bhansali
- Radhika Apte - Divya Saini
- Dancers - Sabina Halder
- Tabu - Meghna Butani & Rajesh Patil
- Ayushmann Khurrana - Rashid & Javed
- Radhika Apte - Tenzin
- Post - Prime Focus
- Sr Marketing & Line Producer - Rishi Gupta
- Editor - Darshan Patil
- Online - Sagar Kadam
- DI - Rahil Merchant
Lyrics
Shaq ne sabko jakda hai
Sach ne sabko pakda hai
Bachna sabka mushqil hai
Sabka sabse lafda hai
Sach ne sabko pakda hai
Bachna sabka mushqil hai
Sabka sabse lafda hai
Hawa mein sabko tune dikhe
Seene pe nakhoon dikhe
Din mein sabko moon dikhe
Jab andhe ko bhi khoon dikhe
Andha bole maine dekha
Andhe ki na sun…
Baaje re, baaje re, baaje re
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Iski qismat likhni hai
Jaldi se tu chalk la
Likh ke mita doonga
Aur tu payega rok na
Iska ab khoon choosna hai
Jaldi se jonk la
System ka na dar hai
Kyuki system poora khokhla
Aankhon pe patti (hey!)
Dhool or matti (hey!)
Koi na bhonkega
Maine daal di sabko haddi (hey!)
Room mein karlo khoon
Arey kanoon ko kaun batayega
Kanoon ke paas jo jayega
Woh andhaa hoke aayega
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Luka chhipi, aankh micholi
Khel yeh aisa hona hai
Go gol duniya hai
Chhipne ka naa koi kona hai
Aankh meech kar doodh piye
Billi samjhe sab andhe hain
Duniya dekh ke hansti hai
Sab jaane gande dhandhe hain
Band aankh bandh munh
Kar kaan khade tu bhi yeh sun
Baaje re, baaje re, baaje re
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun.