Amar hai shakti (title) song is from and it is sung by , , and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.K. Nadiadwala. This song was released on 16 Sep 1978.
Sabko pata hai yeh sabko khabar hai
Sabko pata hai yeh sabko khabar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Phir kaahe ka dar hai
Sabko pata hai yeh sabko khabar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Tu meri jaan hai, tu mera jigar jaane jigar
Sabko pata hai yeh sabko khabar hai
Sabko pata hai yeh sabko khabar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai


Parbat uthaalu jo tu saath de, tu saath de jo tu saath de
Laa mere haathon mein tu haath de, tu haath de, tu haath de
Ho ooo bachpan mein toh saath khele nahi
Khelenge abb hum akele nahi
Abb saath apna jindagi bhar hai
Maa ki duwaao mein
Maa ki duwaao mein kitana asar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai


Humko kisi ki najar na lage
Najar na lage
Najar na lage
Mujhpar lage tum par na lage
Tum par na lage
Tum par na lage
Ho o o o kyun apane dushman saare bane
Chhute mehal banjaare bane
Ghum na kar hamari lambi umar hai
Mehalon se bhi uncha
Mehalon se bhi uncha aaj yeh sar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai


Kismat se tu mehmaan hai
Mehmaan hai
Mehmaan hai
Hum pe bada tera ehsaan hai
Ehsaan hai
Ehsaan hai
O o o mujhako bhi tum apane kaabil karo
Apano mein mujhako bhi shaamil karo
Yeh jindagaani ek safar hai
Meri tumhaari
Meri tumhaari ek dagar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Sabko pata hai yeh sabko khabar hai
Sabko pata hai yeh sabko khabar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai
Amar hai shakti, shakti amar hai.