aisaa hotaa to nahiin aisaa ho jaaye agar Lyrics - Tanuja | Anil Chatterjee | Lata Mangeshkar

1966

Lyrics

aisaa hotaa to nahiin
aisaa ho jaaye agar
tumhiin mil jaa_o
vaadaa nahiin ko_ii ko_ii qasam nahiin
magar intezaar hai hamen intezaar
aawaaz dete hain anajaan aankhon par
hamen aitabaar hai hamen aitabaar
aisaa hotaa to nahiin
bechain hokar jab ko_ii akelaa thaa
charaagon kii mahafil jalaaye bujhaaye
kaamosh vaadon kii aawaaz men ko_ii
bulaaye tumhiin ko, tumhiin ko bulaaye
aisaa hotaa to nahiin