Aa..Aaya hoon yaaron dil apna dekeAankhon mein chehra kisi ka lekeWoh dil ka kaatil dilbar hamaraJiske liye main hua aawaraMIlte hi jisne chooma tha mujhkoPhir na palat ke dekha dobara[Aur isiliye doston maine faisla kiya ki phir kabhi kisi se pyaar nahi karoonga, kabhi kisi ladki ko apna dil nahi doonga.]Har haseen chehre se ab yeh dil daregaHum to jaan de kar yun hi mar mite theSun lo aye haseeno yeh humse ab na hogaAisa zakhm diya hai jo na phir bharegaHar haseen chehre se ab yeh dil daregaHum to jaan de kar yun hi mar mite theSun lo aye haseeno yeh humse ab na hogaAisa zakhm diya hai...Raseele honth, chhalakte gaalMastaani chaal bura kar de haalPalak phadke, ke dil dhadkeUmar ki uthaan, kadakti kamaalKaatil adaa, zaalim hayaaMere Khuda, mere KhudaShola badan, dehka chamanMagar yaaron...Hum to jaan de kar yun hi mar mite theSun lo aye haseeno yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai jo na phir bharegaHar haseen chehre se ab yeh dil daregaHum to jaan de kar yun hi mar mite theSun lo aye haseeno yeh humse ab na hogaAisa zakhm diya hai...Raseele honth, chhalakte gaalMastaani chaal bura kar de haalPalak phadke haaye ke dil dhadkeUmar ki uthaan, kadakti kamaalKaatil adaa, zaalim hayaaMere Khuda, ho mere Khuda..Tu jo kahe to taaron mein tujhe le kar chaloonTu jo kahe to kadmon mein unhein la daal doonSeene se laga ke yeh badan kar doon gulaabiChehra choom kar ke main bana doon aaftaabiHey.. hey.. la la la la.. la...Hum to jaan de kar tum pe mar mite hainKaun pyaar tumse itna karega..Aisa zakhm diya hai jo na phir bharegaHar haseen chehre se ab yeh dil daregaAisa zakhm diya hai..Aaya hoon yaaron dil apna lekeAankhon mein chehra kisi ka lekeKoi na koi mera bhi hogaYehin pe kahin chhupa hi hoga