Agar teri ankhon se song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Agar teri ankhon se
Ankhen mila du
Main kismat jaga du
Mukadar bana du
Main kismat jaga du
Mukadar bana du
Agar teri ankhon se
Ankhen mila du


Nigahe badal du
Nishana badal du
Nigahe badal du
Nishana badal du
Jo chahu to sara
Zamana badal du
Mohabbat ki raho pe
Chalna sikha du
Main kismat jaga du
Mukadar bana du
Main kismat jaga du
Mukadar bana du
Agar teri ankhon se
Ankhen mila du


Hai jinki jawani
Unhi ka zamana
Hai jinki jawani
Unhi ka zamana
Tu chahe agar
Meri duniya mein aana
Zami to zami aasma
Bhi dikha du
Main kismat jaga du
Mukadar bana du
Main kismat jaga du
Mukadar bana du
Agar teri ankhon se
Ankhen mila du.