Afsaana pyar ka song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.R. Pachisia. This song was released on 11 Apr 1997.
Aji suno suno afsana pyar ka
Bada hasin hai sama bahar ka
Tere khyal ne jagaya rat bhar
Isi sawal ne sataya rat bhar
O meri jane ja
Deewana dil kaha kho gaya


Najar milayiye idhar to aayiye
Na yu sataiye na aise jayiye
Jo bat dil me hai mujhe batayiye
Kasam hai aapko na ab chupayie
Diwana kar gayi
Mujhe to aapki ye ada
Aji suno suno afsana pyar ka
Bada hasin hai sama bahar ka


Janeman batao mujhko raz tum
Kyu machal rahi ho aaj tum
Jo bhu chaho lelo mujhse tum kasam
Kya hua mujhe nahi pata sanam
Azab sa dard hai azab sa hal hai
Gazab nasha
Sarur pyar ka jo tumpe cha gaya
Badi diwangi maja bhi aa gaya
Ghani ghatao ko jara hatao bhi
Ye mukhda mujhe dikhao bhi
Mai bekarar hu
Mujhe karar do dil ruba
Aji suno suno afsana pyar ka
Bada hasin hai sama bahar ka


Kuch mahine or atharah sal ki
Lag rahi ho tum badi kamal hai
Bat saf saf ab janab hai
Aapka irada kuch kharab hai
Na aise chediye ab chodiye
Ye rashta
Tumhari aankh kyu haya se jhuk gayi
Kahani kyu bhala yahi pe ruk gayi
Diwane yar se gila na kijiye
Meri wafa ka sila to dijiye
Abhi suru hua apne pyar ka silsila
Aji suno suno afsana pyar ka
Bada hasin hai sama bahar ka
Tere khyal ne jagaya rat bhar
Isi sawal ne sataya rat bhar
O meri jane ja
Deewana dil kaha kho gaya
Najar milayiye idhar to aayiye
Na yu sataiye na aise jayiye.