Ae zameen ae aasmaan song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kishore Sahu. This song was released on 01 Jan 2018.
Ae zamin ae aasman itna bata
Itna bata jiske hote lut gayi
Jiske hote lut gayi kaha hai wo
Kaha hai wo kaha
Hai wo kaha hai wo
Kaha hai wo kaha
Hai wo kaha hai wo
Ae zamin ae aasman


Main aaj rote rote
Mar jau to tumhe kya
Duniya ki garjisho
Mein pis jau
To tumhe kya ha
Raste hi char jinke
Ujada ye aashiyana
Raste hi char jinke
Ujada ye aashiya
Kaha hai wo kaha
Hai wo kaha hai wo
Aye zamin aye
Aasman itna bata
Itna bata jiske hote lut gayi
Jiske hote lut gayi kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai
Wo kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai
Wo kaha hai wo
Ae zamin ae aasman


Main kon hu kaha hu
Kuchh bhi khabar nahi
Hindu hu ya musalma
Ye bhi khabar nahi
Insan hu aye malik
Dildar mangti hu
Main daulat nahi tumse
Mera pyar mangti hu


Ye mandir bhi tera ghar hai
Ye mandir bhi tera ghar hai
Ye masjid bhi tera ghar hai
Ye girija bhi tera ghar hai
Par tu bata kidhar hai
Tu bata kidhar hai
Tu bata kidhar hai
Tu bata kidhar hai
Allah hu akbar
Allah hu akbar
Hari om hari om
Hari om hari om.