Ae Chaand Teri Chaandani Ki Hai Roshani Lyrics - Suno Zara | Roop Kumar Rathod | Devaki Pandit
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ae chaand teri chaandani ki hai roshani song is from Suno Zara (Devaki Pandit) (2009) and it is sung by Roop Kumar Rathod and Devaki Pandit. This song is penned by Israr Ansari and composed by Nitin Shankar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
aye chand teri chandani ki hai roshni
aajkal dil ki raho me
ek hasi ehsas hai jo dhadkano ke pas hai
aye chand teri chandani ki hai roshni
aajkal dil ki raho me
ek hasi ehsas hai jo dhadkano ke pas hai
ye hawa ye fiza aur ye najare
kar rahe kya ishare
shabnami phul par gati hai titaliyaan
ishq ke geet pyare
jadubhari sham ki jadugari shuru hai
pehle nahi thi dil me jo is ghadi aarju hai
halchal na jane kaisi sanso me hai
aye chand teri chandani ki hai roshni
aajkal dil ki raho me
ek hasi ehsas hai jo dhadkano ke pas hai
baat dil me jo thi nikali
magar hotho pe hi ruki hai
sharm se jhuk rahi palake
jo meri koi wajah to hui hai
tumko pa ye ho na ho humko pata jarur hai
chhayi hai jo ye bekhudi ye ishq ka surur hai
padh lo haqiqat hamari nigaho me hai
aye chand teri chandani ki hai roshni
aajkal dil ki raho me
ek hasi ehsas hai jo dhadkano ke pas hai
aye chand teri chandani ki hai roshni
aajkal dil ki raho me
ek hasi ehsas hai jo dhadkano ke pas hai