Dil akela hai bada haan Kyu rahoon main tanha haan Ye ilteja hai tujhse meri Adhuri zindagi hai tu karde mukammal Adhuri zindagi hai tu karde mukammal
Ye ilteja hai tujhse meri Adhuri zindagi hai tu karde mukammal (x2)
Dil akela hai bada haan Kyu rahoon main tanha haan Ye ilteja hai tujhse meri Adhuri zindagi hai tu karde mukkamal Adhuri zindagi hai tu karde mukkamal
Ye ilteja hai tujhse meri Adhuri zindagi hai tu karde mukkamal (x2)
Jab bhi kabhi falak pe nazar jo gayi Toh socha na main har pal yeh hi Tu hai khudaya Musalsal yeh hi Chale hain armaano mein bhi Guftgoon thune jo ki dil ko rulaaya
Sajdon mein jab bhi tera hi naam Leke ye sar jhookaya
Tere hi ashqon mein maine Hain kyun apna hi aks paaya
Dil akela hai bada haan Kyun rahun main tanha haan Yeh ilteja hai tujhse meri Adhoori zindagi hai tu karde mukamal Adhoori zindagi hai tu karde mukamal
Yeh ilteja hai tujhse meri Adhoori zindagi hai tu karde mukamal (x2)
Aksar yahan mila hai sabko hi daga Magar mujhko hai mili teri panahein Firta kahan main dar dar tanha yahaan Jo rehti na yun mere sang teri duwaae
Maazi ki yaadein chalti hain saath Mushkil tujhe bhulaana Mujhko yeh raatein deti hain zakhm Marham mujhe laganaa
Dil akela hai bada haan Kyun rahoon main tanha haan Yeh ilteja hai tujhse meri Adhuri zindagi hai tu karde muqammal Adhuri zindagi hai tu karde muqammal
Yeh ilteja hai tujhse meri Adhuri zindagi hai tu karde muqammal (x2)