bekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayitu hi tu mujhme samayi, ban gayi meri khudai beliyaduniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaaiab qubool na judaai beliyabekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayitu hi tu mujhme samayi, ban gayi meri khudai beliyaduniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaaiab qubool na judaai beliyajahan jahan tera chehra, wahan wahan meri aankhesochti hu aksar main toh lamha lamha teri baatebekhudi bekhudi mere dil pe aisa chhayatu hi tu mujhme samaya, ban gaya tu mera saya beliyaduniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaaiab qubool na judaai beliya, bekhudi bekhudi
qatra sa mukhtasar hai, ise seene se yun laganabaagi nahi ye aashiq tera, hai dil ko na aazmanabenazir tujhsa koi na jahan metohmato se rehna tu ab judabekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayitu hi tu mujhme samayi, ban gayi meri khudai beliyaduniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaaiab qubool na judaai beliya, bekhudi bekhudidhundle hue hai manzar mere, tu raahe inhe dikhanajaziro se vaasta hai mera, tu rehmat ka hai fasanakaagzo pe jaise bikhri hai siyahikahani apni yun kar bayaanbekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayitu hi tu mujhme samayi, ban gayi meri khudai beliyaduniya ho jaaye parayi, na dena mujhko rihaaiab qubool na judaai beliya, bekhudi bekhudi