Adhuri Lyrics - Himani | Harpreet Singh | Himani Kapoor
2007
Lyrics
Adhuri main reh gayi tu jo gaya
Kya bataun kya haal hai ab to mera
Adhuri raate adhuri baate
Adhuri hai zindagi
Adhuri saanse adhuri aahein
Adhuri hai har khushi oo hoo
Adhuri main reh gayi tu jo gaya
Kya bataun kya haal hai ab to mera
Kya bataun kya haal hai ab to mera
Adhuri raate adhuri baate
Adhuri hai zindagi
Adhuri saanse adhuri aahein
Adhuri hai har khushi oo hoo
Adhuri main reh gayi tu jo gaya
Kya bataun kya haal hai ab to mera
Saahil pe tanha tanha
Dubati kashti meri main khadi
Teri yaado ki lehron ke sang
Kis disha jaane chal padi
Khwabon ka aashiyana ye
Khali khali sa reh gaya
Adhuri main reh gayi tu jo gaya
Kya bataun kya haal hai ab to mera
Jeene ki jo wajaah thi woh
Ho gayi khatma is taraah
Baaki hai meri saansein jo
Unhein jeeun main kis taraah
Armaan jo justazoo mein thaa
Aansoo o mein woh beh gaya
Adhuri main reh gayi tu jo gaya
Kya bataun kya haal hai ab to mera
Adhuri hai zindagi
Adhuri saanse adhuri aahein
Adhuri hai har khushi oo hoo
Adhuri main reh gayi tu jo gaya
Kya bataun kya haal hai ab to mera.