Achha Hai (Vasuda Sharma) Lyrics - Vasuda Sharma

2015

Lyrics

baatein adhuri jo hain,adhuri rahein toh aacha hai
dil ke kareeb aake bhi,jo doori rahetoh aacha hai
na na naaa na na na naaa na
kehne ko keh bhi dein hum
kehne ko keh bhi dein hum,par kya faayeda
jo mazaa khaamoshi mein hai,baaton mein kahan
dil ke jo haalat hain woh,aankhein karti bayaan
tum na ho phir bhi jo lage ki tum ho idhartoh aacha hai
anjaane chehron mein dhoonde jo tum ko nazar toh aacha hai hai
na na naaa na na na naaaa
tamaam umar tera intezaar karna hai ,phir bhi na jaane kyun
dil mein umeed si hai
tu paas na ho toh yeh bekaraar rehta hai,na jaane kya pata
kaisi ,dil ki lagi hai
sach mein nahi bas khayaalon mein tum
sang mein raho mere
badhti hui dhadkanon ko jo thaamein agartoh aacha hai
oon kadmon ko rokein jo jaayein teri dagar toh aacha hai
na na naaa na na na naaaa na