Ab wo hamare ho gaye song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab wo hamare ho gaye
Ab wo hamare ho gaye
Ikrar kare ya na kare
Ab wo hamare ho gaye
Ikrar kare ya na kare
Humko unhi se pyar hai
Wo pyar kare kya na kare


Humko mohabbat aap se
Humko zaroorat aap ki
Aap hamari zindagi
Dildar kare ya
Dildar kare ya na kare
Aap hamari zindagi
Dildar kare ya na kare


Hum sochte hai pyar ka
Badla milega pyar se
Wo sochte hai pyar se
Inkar kare ya
Inkar kare ya na kare
Wo sochte hai pyar se
Inkar kare ya na kare


Dil to diya hai
Jaan bhi unpe
Nichhavar kar chuke
Are jaan bhi unpe
Nichhavar kar chuke
Aap hamari baat
Ka eitbar kare ya
Eitbar kare ya na kare
Aap hamari baat ka
Aitbar kare ya na kare
Ab wo hamare ho gaye
Ikrar kare ya na kare.