Ab kyon song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab kyuuuuuun har baat pe hai,
Tum mujhko yaad aate ho…
Pehle ka zamaana thha kya
Har pal tu sang thha mere
Pyaar tera thha zindagi
Tune wafa kyun na ki
Humse khaata yeh hui
Ke humne tumse pyaar kiya
Hmmmmmm
Hmm hmmm


Sehra ki tapish hai ab yeh zindagi
Tum bin jee na sakoonga main kabhi
Ab kyuun har baat pe
Tum mujhko yaad aate ho


Yaadein mita di sabhi
Shaamein bhula di sabhi
Jalte diye bhi bujh gaye
Pal bhar ka saath thha tera
Toota jo sapna mera
Thha woh mahal raeth ka


Ab kyuuuuuun har baat pe,
Tum mujhko yaad aate ho.