Bolo toh song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bolo toh yeh jahaan laa doonga
Saare aasmaan laa doonga
Doonga khushiyan mein har pal
Na hoga koi gum waada raha
Kya dogi mera saath tum saada


Har ghadi tera hi khayaal hai
Tum bin zindagi ek dhalti shaam ho
Raat ke pehar mein bhi sochoon
Kya kahoon deewano sa haal hai
Deewano sa haal hai.. deewano sa haal hai
Deewano sa haal hai.. deewano sa haal hai


Bolo toh yeh jahaan laa doonga
Saare aasmaan laa doonga
Doonga khushiyan mein har pal
Na hoga koi gum waada raha
Kya dogi mera saath tum saada


Kya hua kyon palekin jhuki hai
Dil mein hai kya chuupa
Kya sochti hai
Jaan lo tera hi rahoonga
Ban ke saansein teri mein toh jiyunga
Haan mein jiyunga.. haan mein jiyunga
Haan mein jiyunga.. haan mein jiyunga


Bolo toh yeh jahaan laa doonga
Saare aasmaan laa doonga
Doonga khushiyan mein har pal
Na hoga koi gum waada raha
Kya dogi mera saath tum saada…