Aaj nahin to kal,Bikhrenge ye baadalO raat ke bhoole huye musaafir,Subah huyi ghar chalAb ghar chal reJod le phir se tooti mamta,Baandh le prem ki doriZindgaani se door bhaagnaHai mann ki kamzoriYe sab dukh ke pal,Ek din jaayenge talO raat ke bhoole huye musaafir,Subah huyi ghar chalAb ghar chal reDhadhhak raha sansaar hamaara,Dooba bhaagya sitaaraKise pata hai, iske bheetarKya hai prabhu ka ishaara
Chinta chhod sakal,Har mushqil hogi sehalO raat ke bhoole huye musaafir,Subah huyi ghar chalAb ghar chal reJeewan ek sangraam hai jogi,Sankat se kya darnaBhav-saagar mein bhanwar bichhi hain,Hans hans paar utarnaAb to zara sambhal,Tera jaayega bhaagya badalO raat ke bhoole huye musaafir,Subah huyi ghar chalAb ghar chal reAaj nahin to kal,Bikhrenge ye baadalO raat ke bhoole huye musaafir,Subah huyi ghar chalAb ghar chal re.